Hooley se hawa ke jhonke ki tarah kuch keh gaye
Chupke se bin aahat ke gulal laga
Bhigo diya gulabi, peele, harey, neelam se rangoon main
Yeh holi thi hi kuch alag se
Khushiyaan jiwan main saat roongon ko bikherti
Har rang kuch keh gayaa,
Muskaan ke saath lali si bichaata
Ek mahak chod gayaa
Har din holi, deepawali si lage
Kyaa kahoon chupke se kya keh diyaa.... |